Wednesday, November 11, 2015

Pait ki charbi kam karny ka tareka in urdu

Pait ki charbi

Pait ki charbi kam karny k liy chand amzoda amal hain jin par amal kar k pait ki charbi kam ki jaa sakti hai.
  1. Lemo ka jos pani me ghol kar pena 
  2. sufeed chawal se parheez
  3. Chaini aur degar mithaas se bharporr ashiyaa se parheez
  4. Ziyada se Ziyada paani pena
  5. Sabit LEhsan ka Istamal
  6. Surkh goshat ka istamal tark
  7. Phalao aur Sabziyoon ka istamal ziyada 
  8. khano me mufeed misala jaat ka ziyada istmal
Pait ki Charbi kam karna
Pait ki Charbi kam karna
10 Aham tarkeoo par amal kar k charbi ko ghataya jaa sakta ha